Kya likhun aaj kuchh hai nhi likhne ki aaj
Aakhirkaar IES shr me BHI Nikal dia mujhe aaj
Aur nikale BHI q na wo mujhe
Aata hi nhi Hun Mai apni aadton se baaj
Aakhhir kha ja rha Hun Mai
Kuchh smjh nhi aa rha
Umeed to waise BHI nhi hai mujhe kuchh jindgi se
Bs fir BHI ek umeed lie Apne aanko men
Aanhe bhr rha
Saala kbhi lgta hai pnoti Hun Mai
Waqt ke saath uljhtey jaane wali ek kasauti Hun Mai
Duniyan Dwara na smjhe jaane wali
Ek unpredictable chunauti Hun Mai